Thursday, September 22, 2016

Amazon Spot The Fact Answers


Amazon Spot The Fact ,yeh contest amazon par hai jise kuch lucky winners ko Lenovo Z2 Plus jeetne ka moka mil skta hai ,jo jitney jyada points kamayega uske utne hi jyada chances rhenge .

iski kuch terms and conditions hai jo aap amazon se asani se padh skte hai ,lekin yaha par mai aapko sirf uske answers btaonnga


1 baje ka question : Activity Trackers
iska answer aap Fitbit Tracker dekhiye fir aapko mil jayega


2baje ka question : 1 Art And Ctarft, @ Home Décor


Agar aap me se kisi ko iska answer mil gya to comment krke bta skte hai.


6baje ka question :  Amazon Mobile Exclusive
iska answer hai Moto G4 Plus


7baje ka question : Touchscreen Laptops
iska answer hai Lenovo Yoga 300 80M1003WIN Touch Laptop

Monday, September 19, 2016

Moto E3 Power Hindi Specs

मोटोरोला का नया मोबाइल हुआ launch, जानिए इसके features के बारे में



मोटोरोला ने जबसे बाजार में फिरसे वापसी की है, तबसे यह एक से एक नया, बढ़िया और किफायती मोबाइल लांच कर रही है।


आज यानी 20 September को Motorola ने अपना नया मोबाइल फ़ोन Moto E3 Power लांच किया है
यह फ़ोन सिर्फ और सिर्फ Flipkart के माध्यम से ही बाजार में बिकेगा।



Moto 3 Power की कीमत


इस mobile की कीमत 7,999 रूपये है।



जानिए इस फ़ोन के features के बारे में


फ़ोन का display size 5इंच है
2GB RAM
16GB Internal Memory (ROM)
8MP Rear Camera
5MP Front Camera
वीडियो रिकॉर्डिंग 720p तक कर सकते है
इसमें 1Ghz का Quad Core Processor है
GPU Mali-T720 MP1
एक और उसकी ख़ास बात इसमें 3500mah की बढ़ी battery दी गयी है



कुछ offers भी इस mobile के साथ दी जा रही है


इसके साथ 32GB का मेमोरी कार्ड फ्री है
EMI का कोई extra charge नहीं लगेगा
Moto Pulse headset 499 रुपये में मिल जायेंगे
SBI के debit और credit card के द्वारा खरीदने ओर 800 रूपये की छूट

सबसे महत्वपूर्ण बात यह Reliance Jio Preview Offer के साथ उपलब्ध है।

Saturday, September 17, 2016

Internet Uses & Best Internet PAck

Internet Uses



Doston aajkal internet ki har kisi ko jrurat hoti hai . Internet ke bina maanon aaj kal ki aadhunik jindagi chal hi nahi skti.


Entertainment Uses



Internet sirf chatting ke liye Whatsapp ja Facebook  chlane ke hi kaam nahi aata ,balki yeh Entertainment ke bhi kaafi kaam aata hai baaki purposes ke bhi kaafi kaam aata hai . Internet ki madad se online games khel skte hai, video chat kr skte hai, Online Movies etc etc, yaani ki kuch bhi krna hai to internet chahiye hi chahiye .


Business Uses



Itna hi nahi Business me bhi internet ek necessary hi ho chuka hai. Internet ke dwara hi orders vagarah collect krne ,customers se feedback lena ya online support krna, B2B use me sample bhejne, order lene vagarah vagarah .


Security Uses



Security Purposes me bhi Internet kaafi kaam aata hai ,jaise ki jab bhi kuch ho to ekdm se kisi ko soochna deni, information ko social media ke madhyam se failana , itna hi nahi agar kisi ke CCTV camera lge hai to uski footage ko online krke kahi se bhi check bhi kar skte hai . Internet ke itne fayide hai ki ginakar bhi ginaaye nahi ja skte .



Best Internet Plan



To Ab baat aati hai agar itna istemaal krna hai internet ka to ek acha internet pack bhi hona chahiye ,lekin aajkal internet packs ke prices bahut hi jyada high ho chuke hai joki itni jruraton ko pura nahi kar skte .



Agar koi ssta internet ka broadband ke through pack lete bhi hai to uski speed kaafi kam hoti hai ki uka proper use nahi kar paate . Aur mobile ke internet packs bahut hi mehnge ho chuke hai . To Aise me kiya kya jaaye.



Is musibat se chutkaaraa dilaane ke liye JIO ne free internet ki bhut hi achhi scheme nikaali hai ,lekin vo bhi long term nahi hai aur baad me uske rates kaise ho iska pkka to abhi bhi kuch nahi kaha ja skta kyuki chahe prices ka bta diya gya hai lekin confirm to baad me hi hoga lekin fir bhi agar unlimited pack chahiye to JIO bhi bahut hi jyada costly padhega. aur agar abhi ki bhi baat kare to sabhi ko jio sim mil bhi nahi pa rha hai .



Aise me kya to kya kare




Internet ki limits se chutkaaraa dilaane ke liye BSNL bahut hi achha ya fir hum kahen ki sbse achha plan laayi hai vo bhi apne PREPAID customers ke liye jo ki kisi bhi BroadBand Plan se bhi kahi jyada achha hai



BSNL 1099 Plan For PrePaid Customers




Bsnl ka 1099 rupees ka plan kisi bhi internet ke high usage customer ke liye best plan hai aur khaas baat yeh hai ki yeh unlimited 3G Speed deta hai jiski downloading aur uploading speed kisi bhi broadband ke mukabale me bhi sbse jyada badhiya hai .



To Doston agar aapko bhi ek unlimited plan ki talash thi jo ssta bhi ho aur speed bhi high ho to bsnl ka 1099 3G Plan sbse best hai .

Monday, September 5, 2016

Amazon Spot The Moto Contest ki jaankaari

Amazon App Only : Spot The Moto 


Doston Amazon Spot The Moto Me Amazon ki taraf se ek quiz quest khilaya ja rha jisme jo bhi vo clue denge agar aap use pura kr lenge to aap Moto G4 Play jeet skte hai .

inka yeh contest subah 10 am baje se lekar raat 10pm baje tk chalna hai .


Jruri Conditions

 

AApko app se login krna hoga aur yeh contest sirf app se hi khela ja skta hai .

Aap Amazon me agar service krte hai ya fir aapka koi sibling ya family member job krta hai , ya fir aap amazon ke promter, amazon affiliate se jure hai , ya aisa kuch bhi to aap is contest ke hissedaar nahi bn skte .

  • Contest me jeetne bhaag lene wali ki minimum age 18 saal honi chahiye 

  • Yeh offer windows phone par nahi hai

  • Yeh offer Iphone 4 ya usse pichle iphon's par bhi nahi hai.

Adhik jaankaari ke liye ek baar amazon ki terms and conditions aur eligibility jrur padhle


Spot The Moto Contest Answers



Spot The Moto Contest Answers janne ke liye quiz ko padhe aur use solve kare .


4.30 pm question :  A dab of my color and you're set to go. other hint I "May Be Lean"
5.00 pm question : Red Fruit In A bottle And Fresh
5.30 pm question : I was once called 'matushita' You could mount meon a wall or walk while you talk